. Tromodol injection ke fayde aur side effect?
. Tramadol injection ke fayde-
.Tramadol injection ek painkiller injection hai Jo Dard hone per istemal Kiya jata hai.. Tramadol injection ke side effect-
. Tramadol injection lagwane se hamari kidney ,gurda, liver jyada side effect Karta Hai dhiri dhiri karke jyada Matra mein Lene se kharab bhi kar deta hai.
.Tramadol injection kon kon Se Dard per istemal kiye Ja sakte hain ?
. Tramadol injection pet Dard aur sir jyada Dard hone per kam aata Hai .
. Tramadol injection kitne prakar ke aate Hain ?
. Tramadol injection bahut se prakar ke aate Hain Ham ise chitron ke madhyam Se Bata rahe hain iski aur bhi prakar aate Hain.
. Tramadol injection kitne ml ke aate Hain?
. Tramadol injection 1 aur 2 ml mein adhiktar medical store per milte Hain.
. Ham is injection ko kaise use kaise sakte hain?
.use - IM / IV / USP.
. Hamen ise kab nahin istemal karna chahiye ?
. Hamen ise pregnancy mein istemal nahin karna chahie Bina doctor ki Salah se agar doctor Salah de rahe hain tab ise injection Ko Le sakte hain.
.Yah kaun se category mein aata Hai?
. Normoxin ki category mein aata hai normal normoxin ek nashila padarth hota Hai jise ek paribhasha ke roop mein drugs Naam bata sakte hain.
. Danger-
tramadol injection doctor ki Salah bagair ise use na Karen iska side effect hoga to hamari Koi jimmedari nahin hogi hamen Keval iski jankari Dena hota Hai.
® Ham aapke swasth sone ki Kamna karte Hain.
@healthcaresurya
0 Comments
Agar dava se related koi bhi doubt ho to aap mujhe email kar sakte hain.